PARMATAMA WA SANTO KA BHEAD
AATMA ek Tatve hai aur Parmatma Param Tatve hai aur dono hi brehmandiay (Bhoutik) hai .Aapne thek hi kaha hai ki Avtar samaj ke liye hota hai . Aur Avtaran sada PARAM PURUSH ka hi hota hai , jo ki Jagat ki her Suret ke liye her Suret ke hit mukti ke liye hota hai. Avtar sukh data hai aur Avtaran muktidata ka hota hai . Avtar Brehmandeay Shaktion ka hota hai aur unki apni ichha se wey usey dharan kerte hai jabki Avtaran, Param Purush ki Aagya se hota hai jise Satya Loke wa us se uper ke roohani mandlon ki wasi Hans Surtey grahan karti wa Jagat mai Jeev Mukti hit mai Pragat hoti hai , jinhe sansar mai Sant , Param Sant aur Param Hans(Param Purush ke deah swaroop) ke roop mai jana jata hai. . SURAT ka wastvik swaroop CHEAT hai Brehmandeay seemao mai yahi CHEATANY , Sushm ster per CHEATNA aur Deahik star per ise hi CHEATANYTA kaha gaya hai . Is prakar SURAT ka swaroop CHEAT aur AATMA ka swaroop CHEATANY hota hai .Yahi Parmatama aur Santon ke Avtar wa Pragat Hone ka bhead hai.................RADHASOAMI
0 Comments:
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
<< Home